meri jarurateny ab kam honey lagi hain

meri jarurateny ab kam honey lagi hain

kuchh jo thi baaki aarjoo, hab ghulney lagin hain

aansuon mein kisee ko agar kuchh kam lagey

to kehna, ki aansuo ka namak kisee smanadar mein kho gaya hai

jo bhi tha chup abhi tak kahin par, wo ab achanak thoda sa ro gay hai

mat poocho ki kaisey mainey jindagai ko jiya hai

har taar ko imandari  se, us  julahey ne tere daman mein siya hai

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.