Standing at the door
In the middle of night
You looked Down
Looked up
Turned around
And went away
The sails of a boat
Could not hold sway
Storm subsided
Waves went astray
cracks wrought
The mirror of soul
Swollen lips
Cracked toes
Have you walked in the cold desert too long
Spring is not too far
But trees need a little manuring
Will you let dried leaves decompose
Don’t burn them
Ash will not illuminate
The mirror of soul
May be it will remind
You to finish the pending chores
Before you row the boat away
Don’t let time hold its sway
are u ready to dissolve!!!
ready to dissolve
lake is full of
waves in turmoil
can i hold your hand
and walk you on
the shore
sabra hi kar leta to kya toofano se dosti kar paata
sabra hi kar leta to kya toofano se dosti kar paata
kisee bewafa badal ke nakhrey itney seh paata
tumhari shikayaton ke lihaf mein
chain ki neend kya do pal so paata
sabra kar leta
aao chalo ab is bandhan ko todey
kisee door se aatee awaaz ke saath sur jodey
kya pata kisney is jangal min shahnai bajayee hai
kisee ki diwali hai, aur kisee ki ruswayi hai
bekaboo lehron ki bhanwar mein
Bekaaboo lehron ki bhanwar mein, kaash main ghul jaata
Thoda mitata,
Thoda pista
Thoda khud ke kareeb aa jaata
Lekin lehron ne kab kubool kiya hai meri duaon ko
Uno meri udhadi udhadi se jindagi
Se baney mastool kabhi raas nahin aayey
Unki angdayi, aur meri ruswai
Yahi ab falsafa sa ban gaya hai
Ek aakant taapoo par jeeney ka,
Chalo thodi aag sulgayeyn
Kuchh ham, kuchh wo jhulas jaayen,
Kahin kisee ko shikwa na ho
Kahin kisee ke aansoo lehro ko na uksaayey
Wo aur gussey mein, phir palat kar, tapoo k hi na dubayey
Bhool jao sabhi sharto ko
Bhool jao sabhhi deewaron ki kasmo ko
Aao, doobaney se pehley thoda mil kar muskurayey
Badlon ko aasmaan se apani bahon mein jhukayen