dont say any thing more

dont say any thing
let me listen to this
through inner ears
that only listen when i am quiet,
 and when you also dont say any thing

	

when the rains are not able to wash away

when the rains are not able to wash away
stains of  memories
sustained by bruises one suffers while climbing the steps to your temple
through uncharted paths
full of thorny bushes
allowed to grow
 deliberately to keep away
all those whose yearnings may violate the memoryscapes of those clouds
which have  been waiting to rain
in your courtyard
O Ma Kaali
 that is the way you shower
your blessings
 i have learned now
under the shadow of all the clouds that did not rain this year too



	

kya isee tarah sunwayi hoti hai tumharey darbar mein

   kya isee tarah sunwayi hoti hai tumharey darbar mein
jo bhi ho mujrim
jiski bhi hoshikayat
saza sirf usee ko milti hai jo sacha hai
chahey uski fariyad kahi jayey ya na,
 chahey uski fariyad suni jayey ha na
shayad sahi hi to hai,
saza hi praman hai ki
sunwayi ho rahi hai
kiski, isse kya farak padta hai

phir samet lo meri salvaton ko

phir samet lo meri salvaton ko
apney haathon mein
aaj ek baar
le jao sabhi lehron ko jinmey mein ghuli hai
thodi anban, thodi tanah navo ki asthiyan
le jao, samet lo meri salvaton ko phir ek baar apney hathon mein

thaki si hai kaya meri,
dhundli  si hai maya teri
aisey me Ma Kaali phir se meri na le pareeksha
mujhey mit jaaney dey,
bas phir ek baar waisey hi
jaise andhiyan le jaati hain
sukhi pattiyon ko kahin khad bananey ko,
le jao mujhey bhi ab akhiri baar, le jaao