archisha

will you stay
for some more time in our garden
scattering smiles
without cutting all loose ties

stay
forever
in places which
nurture
our blessings
sprout dreams
instill fortitude
and when you are tired
fluttering of wings pf birds
rejuvenates you

toofano ki kokh se tumharey anagan mein janm lunga

Rehney ki aas pass hai, yeh saza tumhari, Ishq Nahin Hota sirf nam aankho ki jimmedari; tum ne soongha hai meri saanso ki Khushboo ko, ab Nibhana to padega, badha jayey Chahe bekarari

Aaj subah kuchh pat girey,
chidiya chahki, Ek Phool khila
aur sapno ki bagiya Mahki,
tum Jeevan mein aagey badho,
man lo ab hamne apni hichak fainki;

Door SE itna chain agar koi de sakta hai,
to phir toofan Ke dil mein
mera Ek Sapna Reh sakta hai;
Tu pareshan na Ho;
Safar lamba to hai;
par iradey Ho pakkey,
to koi Bhi gam wo Sah sakta hai

Jindadili yeh to na thi
ki ham Aaag ko dil mein liyey jhulsa karey ;
wo chain SE band Aankho mein sapno ko samayey;
hum unki is Inayat ke liyey sir jhuka sajda karey

Jikra to Kiya par adhoora hi tha,
nam nayno ko kaisey Kehti tum gatha

??? ??? ??? ?? ? ???,
???? ???? ?? ?? ?? ?? ???;
???? ?? ??? ????? ?? ?? ??.
????? ?? ???? ??? ?????,,
??????? ?? ??? ?? ???????? ???? ?? ??? ???? ?????

agar koi deep jal na sakey
kisee ped ka fal pak na sakey
kehna to aakar, palko ki aaut se
hawaon ka rukh badal dunga

toofano ki kokh se
tumharey anagan mein janm lunga

bina uff karey

kis tarah keh pata
kya dukh tha
ya thi glani?
kisko kaisey sunata

tumney jadey sitartery
merey aasman mein
main unki chamak se ghabraye
hiran mi mani
bhatak gaya apni raah se

aao, ab phise sil daalo,
is fati gudariya ko
koi paiband to shayad siley hitho
ke kahega kahani
bina uff karey,