tum ho abhar, tum ho saakar, par kya ho tum bina bani ek deewar

tum ho aabhar, tum ho saakar,
par kya ho tum bina bani ek deewar
kis tarah kahun
kis tarah sunun

kiski baat na main karun
kiski vedana bas yuhin sahun

bin bahey aanuson ki bhent dun
tumhey bina kuchh kahin jaaney dun
aur jab tum sweekar karo archana
to main bas chup chap rahu

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.