majboor sa ho gaya hun teri khamoshi ke karan main aaj

majboor sa ho gaya hun teri khamoshi ke karan main aaj

kya kahun ya chup rahun, sarokar is se nahin hai mujhko

teri fidrat rahey chain aur yakeen ke saath har subah,

iski kuchh fikra to hai, kuchh shak bhi ho gaya hai, meri ibadat par mujhko

kya koi yakeen itna najuk bhi ho sakta hai,  iska ilm nahin tha ab tak mujhko

ab jab dikh raha hai mera aks kuchh toota toota sa mujhko

aap thoda rukh badalieye, aur tod deejieye khamoshi ka kham jo hai itna tumko

mera chain to ab khatm ho gaya,  lekin ummeed hai thodi baaki,

kisee parindey ne aaj shama se moahaabt jo ki hai

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.