kitni kanto ki kyari seenchi
khub khad lagayi
unse baateyn ki
aur jab phans gaya daman unmein
to dheerey se socha, aur kya, basĀ kinari kheenchi
curiosity, concern, compassion and collaboration
kitni kanto ki kyari seenchi
khub khad lagayi
unse baateyn ki
aur jab phans gaya daman unmein
to dheerey se socha, aur kya, basĀ kinari kheenchi
jab mere paas nahi rehna tha to mere paas kyon aaye..
nahi koi samjha tha mere ko…naa kisi ne mujhe paani diya tha…
naa kisi ne meri kinari seeechi thi ..na kisi ne mujhse pyar kiya tha…
akela tha main aur tanhai ka saath tha.
mere haath mein bas mera hi haath tha…
maine galti ki jo tumse pyar kiya…
tume ni bhi mere saath viasa hi vyabhaar kiya..
tumne bhi mere pyar ko nahi samjha….aur chod ke chal diye ..
main pyar karta to kaise……bas kinari kheechi aur nikal diye…
par ab mere paas tanhai bhi nahi hai …..