kachhey hiron ko tarasha hai mainey
kai bar, baar baar aur unkio chamak se
hairan bhi ho gaya hun
par ek baar kuchh aisa hua ki aaj tak hairan hun
aakhir us pathhar mein kay tha
jitna tarasha
utna hi wo kuchh merey jaisa ho gaya
thoda teda, thoda ajeeb si ulhjano mein fansi hui
hansi jaisa
ab to wo heera bahut khubrsurat ho gay ahai
merey haathon se door
kahin aur uski chamak aasmaan
ko chamka rahi hai\
aur mujhey samjha rahi hai\
kaato, aur kaato, tarashao kachhey hiro
bas yahi kaam hai heereytarash ka tumhey mila hai
apna kaam karo na