kuchh log aisey bhi hotey hain
apni nakamiyon ka dukh saari jindagi dhotey hai
tumne merey dard ko banta
merey galatiyon ka nateeja
apni nazron se undeha kiya
merey ghar ke tootey darwajo ko phera
phatey pardo ko apney hathon se sila
meri sharm ko apni palko se dhaka
muhey jeeney ko kaha
aur mein jee gaya
lekin main kuchh bhi nahin de paya tum sabhi ko,
sirf kuchh dukho ke
akso ke jinko ab tum dekhna nahin chahtey