stability is suspect
when the quiver of lips holds the
key
to the door of deep
valleys of desires
but then closer you get,
the diatances multiply and
engulf the arms,
the substance of sterile
longings becomes the chalk
with which you write
on black board of destiny
Deewaron mein dararon mein,

Deewaron mein dararon mein,
bina seemaon ke majhdharon mein
Tum ne liya hai janam,
o, jiddi pedh ab aur mat badho,
kahin rahi kuchi deewar bhi na toot jayey
Chhat to hai nahin,
Ek bhram angan ka na mit jayey
Kuchh yaadein garbh mein hi so jayey
To achha hota hai
Unki jadey agar badti hai
To phir koi poochhata nahin,
kya yuhin sab kuchh bikhar jayeye
do not wish away the burden of better times
do not wish away the burden of better times
do not erase the claism of forgotten chimes
of a temple far away
Kali was upset that you had prayed there too often in past
her sense of fairness will compel her to answer my wish
but will she be happy that i prayed
morning may remind
while reading the “the atlas of an impossible longing”
i was amazed as to why did tongue always went
where the tooth ached
as the author roy averred
and then realized, may be she had seen
how the memoryscape always revealed
those peaks which had remained unassailed
in mind or otherwise
kyun achanak, kuchh paal itney bhaari ho gayey
kyun achanak, kuchh paal itney bhaari ho gayey
wo na boley, aur ham kya kuchh samajh gayey
kisee ummeed ko palney ki shart na kubool ho
is lieye kadmon ke nishano khud kuchh dhumil se ho gayey
aaj bahut mayus sa ho gaya hai, lagta hai koi hamsafar
kya kareyn, tanhaion ne kasam di hai,
khud jo ham apney aap se door ho gayey
surface of a slate
How will it matter
if I can touch or feel
the surface of the slate
on which you write
instrunctions for time to fellow,
I may not even be able
to Smell, the aroma of an
early morning dew,
| may not see the colours
of the rainbow in your
eyeys,
when they are sparkled,
But my incapacity
can not determine
the depth
‘to which one can
measure
the hope of finding
Some water, in a dry parched land,
I can try, melt, dissolve
and disintegrate
so that I can fertilize
the bed
in which you sow, the seeds
of your hope, faith and music
dhumil sa basant
dhumil sa basant, ek safed barf ki dali,
kuchh rang, kuchh paridhan, aur uskey aaney ki gadhi;;
baichain mainey bitayey, bahut pal, yuhin, kai bar,
lekin seencha hai, har bar, yuhin maney apni jado ka aitbar;;
kisee ke anchal mein, ug aayi hai, meri aastha ki ekbel is ghadi
uskey kaanto mein na fans jayey, aanchal mein liptey taro ki ladi;;
jao bahut door, itna ki, na dikh payey meri aankho ki chamak
swapno main failo, raundo ret ke gharondey, taaki baaki rahey yadon ki mahak;;
tumhari khushboo ko aasman mein failaney ko jee chahta hai
tumhari khushboo ko saarey aasman mein
failaney ko jee chahta hai
kisee bel ki najuk si dali par
basant ka bhoj dalney ko ji chahta hai
tum mujhko kisee kaabil na samjho to,
koi baat nahin
tumko jo yakeen hai, tum par,
usko jindagi ka ek paimana bananey ko ji chahta hai,
kai baar mujhey shaq hua hai,
meri hi niyat par mujhko
meri isi aadat ko, ibadat ki
ek saadi si chaupai baanney ko ji chahta hai
mainey imandari se mohabbat ki hai,
raat ki chadar par padhi har silvat se
jindagi ko khubsurat bananey ko
tumharey maathey ki har salvat ko mitaney ko ji chahta hai
we cannot erase the imprints of our hesitations
we cannot erase the imprints of our hesitations
we can not chase, the mirages of our persuasations
if you are still not convinced of my pleadings, i can understand
but what is difficult to accommodate today, is a doubt no end
when a diary continues to be blank, still so far, will i care for any page
shall i pray, some day, you may understand, why i am anxious at my age
majboor sa ho gaya hun teri khamoshi ke karan main aaj
majboor sa ho gaya hun teri khamoshi ke karan main aaj
kya kahun ya chup rahun, sarokar is se nahin hai mujhko
teri fidrat rahey chain aur yakeen ke saath har subah,
iski kuchh fikra to hai, kuchh shak bhi ho gaya hai, meri ibadat par mujhko
kya koi yakeen itna najuk bhi ho sakta hai, iska ilm nahin tha ab tak mujhko
ab jab dikh raha hai mera aks kuchh toota toota sa mujhko
aap thoda rukh badalieye, aur tod deejieye khamoshi ka kham jo hai itna tumko
mera chain to ab khatm ho gaya, lekin ummeed hai thodi baaki,
kisee parindey ne aaj shama se moahaabt jo ki hai
