ready to dissolve
lake is full of
waves in turmoil
can i hold your hand
and walk you on
the shore
sabra hi kar leta to kya toofano se dosti kar paata
sabra hi kar leta to kya toofano se dosti kar paata
kisee bewafa badal ke nakhrey itney seh paata
tumhari shikayaton ke lihaf mein
chain ki neend kya do pal so paata
sabra kar leta
aao chalo ab is bandhan ko todey
kisee door se aatee awaaz ke saath sur jodey
kya pata kisney is jangal min shahnai bajayee hai
kisee ki diwali hai, aur kisee ki ruswayi hai
bekaboo lehron ki bhanwar mein
Bekaaboo lehron ki bhanwar mein, kaash main ghul jaata
Thoda mitata,
Thoda pista
Thoda khud ke kareeb aa jaata
Lekin lehron ne kab kubool kiya hai meri duaon ko
Uno meri udhadi udhadi se jindagi
Se baney mastool kabhi raas nahin aayey
Unki angdayi, aur meri ruswai
Yahi ab falsafa sa ban gaya hai
Ek aakant taapoo par jeeney ka,
Chalo thodi aag sulgayeyn
Kuchh ham, kuchh wo jhulas jaayen,
Kahin kisee ko shikwa na ho
Kahin kisee ke aansoo lehro ko na uksaayey
Wo aur gussey mein, phir palat kar, tapoo k hi na dubayey
Bhool jao sabhi sharto ko
Bhool jao sabhhi deewaron ki kasmo ko
Aao, doobaney se pehley thoda mil kar muskurayey
Badlon ko aasmaan se apani bahon mein jhukayen
stars, lake, and sparkling reflections
pink it was, it may still be……
truthful tears
want to trust
that your tears are truthful
dont persuade me otherwise
does it matter
when the curtains are drawn
row the boat
may not be able to hold on,
till you swim across
and hold the rope
let me sink
quietly
row
row the boat
your way
and your way only
the trees will stand still
the diversity of food
peculiarity of a juice
the empty glances
and solitary sinews
of silence
you stay there
wilting vines
will not complain
the tree will stand still
shadows are disturbed
in a wavering flame
of a lamp
not likely to light the path
too long
darakhto ko kyun jhuka rahin hai
Kisee Ko gam hai apno ke bichadne Ka, Hamey apno ki kareebi kuchh raas aa Rahi hai
Unko shikait hai Ki jindagi khamosh kyun hai, Hamey unki baaton mein jindagi nazar aa Rahi hai
Aaj bahut Chal kar thoda thak sa gaya Hun, unki saanso Ki garmi mein ajeeb si ummeed nazar aa Rahi hai
Aandhiya to pehley bhi aayi thi Kai baar, lekin ab yeh itne oonchey darakhto ko kyun Jhuka Rahi hai