It’s not easy to be patient with paradoxes of unfair expectations and unequal responsibilities, but seesaw of life demands that all the time
kisee toofan ne apni nao ke mastool ko puchkara hota
aanchal mein sir thoda mera chhupaya hota
aasman se girtey sitarey ko apne balon mein
thoda sambhala hota
kisee toofan ne apni nao ke mastool
ko puchkara hota
kisee sookhi jameen ke garbh mein
beej ummeedon ka ugaya hota
kisee aasmaan ke tootey huey indradhanush se
teer samudra ki talahati tak chalaya hota
kuchh der aur intzaar kar ke
kisee pathik ki thakan
ko mitaya hota
kiseee ke sir ko apne aanchala mein chupaya hota
Thank you
your paintings
unless i get old
you can’t get young
what a paradox
but if this is the a price
for accessing the gallery of your paintings
healthy walk
along the lake
then so it be
Amen!