kitna hisab dena padega hamein

kyun har saans ka hisab rakhtey ho bhai,
kitna hisab dena padega,
jara socho to sahi,
har pal khush raho
yahi to dua kee thi, phir kyun Kaali naraz ho gayi
kya udaasi ke mausam mein
mayusi ki chadar udhana jaruri hota hai

nahin mein to muskano ke pardey mein se tumko dehunga

tum agar mayus bhi ho to, koi baat nahin,
hans jao
jindahi ke saarey gam  pi jao
ummeedo par hi to saara aasman kayam hai
tum chand nahin to koi tara ban jao

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.