toofano ki kokh se tumharey anagan mein janm lunga

Rehney ki aas pass hai, yeh saza tumhari, Ishq Nahin Hota sirf nam aankho ki jimmedari; tum ne soongha hai meri saanso ki Khushboo ko, ab Nibhana to padega, badha jayey Chahe bekarari

Aaj subah kuchh pat girey,
chidiya chahki, Ek Phool khila
aur sapno ki bagiya Mahki,
tum Jeevan mein aagey badho,
man lo ab hamne apni hichak fainki;

Door SE itna chain agar koi de sakta hai,
to phir toofan Ke dil mein
mera Ek Sapna Reh sakta hai;
Tu pareshan na Ho;
Safar lamba to hai;
par iradey Ho pakkey,
to koi Bhi gam wo Sah sakta hai

Jindadili yeh to na thi
ki ham Aaag ko dil mein liyey jhulsa karey ;
wo chain SE band Aankho mein sapno ko samayey;
hum unki is Inayat ke liyey sir jhuka sajda karey

Jikra to Kiya par adhoora hi tha,
nam nayno ko kaisey Kehti tum gatha

??? ??? ??? ?? ? ???,
???? ???? ?? ?? ?? ?? ???;
???? ?? ??? ????? ?? ?? ??.
????? ?? ???? ??? ?????,,
??????? ?? ??? ?? ???????? ???? ?? ??? ???? ?????

agar koi deep jal na sakey
kisee ped ka fal pak na sakey
kehna to aakar, palko ki aaut se
hawaon ka rukh badal dunga

toofano ki kokh se
tumharey anagan mein janm lunga

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.