wo intzaar naav ka, aur nagmo ki baarat

wo intzaar naav ka, aur nagmo ki baarat
wo chup chap nigahey, aur sapno ki saugat
wo ek chamak aankhon mein, ek shararat
lekin dard tha bheetar jab bhi, hun aaj bhi andar se aahat
wo intzaar

jab na tha dar, sadak par hairan tha koi, kya thi aakhir baat
kisee ne socha na tha, kaunsi  manjil thi, tum jo they saath
aaj bhi mushkil nahin hai, pahunchana usee mazar ke dwar tak
mannat mango na, maryadayen na tootey, sar par hai yakeen ka haath

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.