ek aawaj hai, jisko aaj bhi sun sakta hun

ek aawaj hai, jisko aaj bhi sun sakta hun

kisee ayojan ke bina,

apney baag ke phoolon ko

tumharey baalon mein gunth sakta hun

kabhi jhuk kar agar aasman thoda paas aa bhi gaya

to apni aaknon mein uske saarey baadalon ko panah de sakta hun

aise hi kisee badal par baith tum jab gaye they kahin

intzaar mein uskkey, koi aitraj na karey,

is liye yaadon ko uski befikra mita sakta hun

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.