772 aaj yeh sawal bhi tumney poochh hi dala

aaj yeh sawal bhi tumney poochh hi dala

aakhir kis intazaar mein tha itna samaya nikala

kyun nahin poochha ki tabiyat kaisi hai

kyun sirf anuman se hi man ko sambhala

kaisey batata, kitna aatur that milney ko

lekin har baar meri koshish ko kuchh naya naam de dala

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.