wish paan kiya

wishpan to kiya bahut,
lekin atrapt kyun ho abhi,
amrut kahin atee to nahin ho gaya,
tandav ki dhadkan ne kiya asthir dhara ko,
par sthir hai phir bhi tumhari nisthurta
lagta hai, basant kahin patjhad ho gaya,
amrut ki pipasha wish bani,
wish terey galey mein kya amrut ho gaya

Leave a Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.