nahin ab mera man badal gaya hai

nahin ab mera man badal gaya hai
mera dar ab bilkul ghul  gaya hai

koi poochh raha tha kal,
kyun ab darwaja nahin band kartey
mainey kaha, kyun
kisee azaad hawa ko yuhin roka nahin kartey
jab toot gayey ho saarey matkey
tab koi pyase kuan nahin khoda kartey
apney aansuon ko peekar
bheetar hi bheetar

muskura detey hai
sari chabion ke guchheon ko phenk gehrey samdudra mein
chalo ab kahin door chaltey hain

storms are silent tonight

storms are silent tonight
clouds have wiped my forehead clean
of all wrinkles
smile
o friend
the dew on the grass
has filled  the
the cracks on your heals
let me hold your toes in my hand
and wipe them dry
before you get cold

kyua udaas kavitayeyn wakai badsurat hoti hai,

kya udaas kavitayeyn wakai badsurat hoti hai,
kya khubsurti khilkhilaney ka naam hai
kya ham khubsurti har us pal mein nahin paa letey
jismey
thodi sacchai hoti hai
ya phir jindagi ka matalab hai
khyalon mein muskurana
jo na aayey najdik, usko galey se lagana
aur phir agar aankh khul jaayey
to thoda nam kauno se
aankhon ko
phir se band ho jaaney ke lieye samjhana?

—-
yeh to nashey ki goli ki mafik
nahin ho jayega
koi dil chup chaap royegea
aur koi sharad purnima par miley
kuchh kshano ke saannidhya mein
saari jindagi gujarney ki ummeed
par musukurahto ke beej boyege
chalo usee se dosti kareyn
aakhir
jinda rehney ka shauk to hai usey
tum to bina wajah
apney dardon ko ukartey ho
khud to gamgeen rehtey ho
meri aankhon par bhi badalon ka bhoja dalatey ho
mujhey kuchh kshana khula hi rehney do
bina kuchh kahey
is chandani ki
meethi meethi mahak
apney bheetar tak
jasb kar
thoda behney do

why do we always yearn for inaccessible

why do we always yearn for inaccessible

what lies along side, we do not care

searching for what was beyond,

did not even read the letters that arrived

some time ago

but waiting for the ones

which were never written

i kept on crying, meaninglessly may be

why should l i embrace all the

moments

that bother me

make me cry

why should i not fly

no matter if my wings are wounded

cut in small measure

may be when i reach a/the bright sun

i could melt and give way


jo paas tha, usko sambhala nahin
aur jo door tha, uski talash me lagi rahi
chithiya jo dar par aayi
wo rahi unpadhi
aur unlikhi chithiyon ke intzaar mein
aankhey bahut bahin
ab kyun parehsanion ko apna hamsafar banaun
kyun unko apney galey se lagaun
kyun na phir se
katey paron ke bawjud
neeley akash mein ud jaun
aur phir soorya ne najdik jaaney ke tadap mein
pighal
nibat paun

sweekar kar liya hai

sweekar kar liya hai

pardhi ka ganit

kendra ka vyakaran

aur kuchh trikono ki aakanksha

ab mujhey aur mat uljhao

chaabi do

taley se bahar le aao

lekin tumharey paas

chaabi hi to hai

tala khol

mujhey bahar laaney ka adhikar

to keval uskey paas

hai

jiski yadon mein main kaid hun

you have got to see the moments

do not read such
depressing narrations
of a soul
in a hole
you have got to see the moments
when some one radiates
the glow
which wet eyes
restraining not to give away
can not hold
but then you claim,
that you were told
every dark night does
not have golden
morning
how do i trust you
i
live on this hope
and keep away
the destined death, or a coma
that is my
call
till life bubbles
and breaths give away
a little aroma

have you seen spring in a cold desert

have you seen spring in a cold desert

from some where

a few butterflies

flutter their wings

forcing some flowers to bloom

even for a while

till

the seasons pass

and the snow covers all the passes

through

you had planned to escape the valley

now remain stranded

till next spring

SAMAY BOOKHA HAI SAPNO KA

kabhi padha tha
kharpatwar kuchh naHIN HOTEY
SAB PRAKRITI MEIN APNI JAGAH HI HAI,
BAS JAB HAM UNKI JAGAH NAHIN SAMJH PATEY HAIN
TO UNKO
KUCHH BHI NAAM DETEY HAI
IS AADAT KO BADALNEY KI KOSHISH KAR RAHA HUN
JO BHI JAISA HAI, USEY WAISA HI REHNEY DIYA JAYEYGA
AUR PHIR DEKHEY
SAMAY BOOKHA HAI SAPNO KA
KYA USKA PET MEREY UNDEHKEY SAPNO SE
AB  BHAR PAYEYGA