jo paas tha, usko sambhala nahin

jo paas tha, usko sambhala nahin
aur jo door tha, uski talash me lagi rahi
chithiya jo dar par aayi
wo rahi unpadhi
aur unlikhi chithiyon ke intzaar mein
aankhey bahut bahin
ab kyun parehsanion ko apna hamsafar banaun
kyun unko apney galey se lagaun
kyun na phir se
katey paron ke bawjud
neeley akash mein ud jaun
aur phir soorya ne najdik jaaney ke tadap mein
pighal
nibat paun

waha pahunch jao

majboot iraadey
kabhi kabhi bahut kasht pahuchantey hain
wapis mudaney nahin detey
aur aagey jaatey waqt
maryadaon ki yaad dilatey hain
isee pashopash mein, kuchh kshana thahar se jaatey hain
tum apni raftaar baadon
isse pehley aur prashn tumhara rasta rokey
bas kood kar
waha pahunch jao

ek khabar jo ban na saki

ek khabar jo ban na saki

aur jo bhi ghata

usse kiska kitna hissa bada

kaisey bataun

saari ki saari sura bikhar gayi,

lekin thodi jo baaki rahi

usko peeney ko jaisey hi hath utha

hawa thami

kisee ne pukara

poochha

kyun rahi, bahut door tak

jaaney ki sochta tha,

ab kaisey thaka

few drops which were hesitant

when did we throw a stone in water
and enjoy the splashes
but then few drops which were hesitant
and stayed still,
still linger in my mind
———————————————-

sunset the other day
reminded me of a call to be made
but did i dial the number i wanted
did not i enjoy conversations
even with those
who i called
why do i then regret call i did not make
do spiders bother about the web they did not weave

—————————————————-

why would i aspire to be a round stone

why would i  aspire to be a round stone

beaten by waves

struck against all the bigger stones

not yet pulverized

yet resoluetley lying beneath

being pampered by  the caresses

of many many loud waves

in wait of a silent wave

which shall stay there and not go back

sabki takleefon ko apna banatey hain

behaya ke phool to mainey bhi lagaye they apni bagiya mein

koi bhi nahin lagata, unko
kharpatwar jo kehlatey hain
kisee ke khet mein keedey lagey ho
to unko kabu karney mein bahut kaam haatey hain
doosaron ka kasht hartey hai
lekin khud barbad ho jaatey hain
kuchh log bhi aisey hi hotey hain
na jaaney kis kis se dil lagatey hain
sabki takleefon ko apna banatey hain
aur jab toot kar thak se jaatey hain
to bas, behsarm ke phool kehelatey hain
kisee ko bhi apney bheetar ki haya,
dard aur sannata
nahin dikhlatey hain

the forest of silent desires

a tendril
turned in the  air
could not hold the arms
why should bridges be so weak
when one needs a reason
for not crossing the river

————-

have resolved many times
to stay afar
when the fire engulfs
the forest of silent desires
today
i saw, the mountain cried
stream of its tears
took a heavy toll
of all the unripe
dreams
—————-

volcano had been simmering for years
but had not made up its mind
whther to exlode
and enclose
the valley of patience

when the bells rang

——————–

when the bells rang
priest went inside
i was left waiting outside
i am still waiting,
priest is  meditating
unable to decide
whether to meet me or not
impure as i am
he can not fathom
why He likes impurity over
indolence

why should fallen leaves be allowed to flow away

why should fallen leaves be allowed to flow away
when they can as well be burried
to nourish your roots
but then the nests of birds
in your arms
o tall old tree,
will not mind some of these leaves
be used to
pave the way for young ones
may i suggest
that you dig a pit, little away from the roots
and see if wind will push some of the dried leaves
in that pit
burried deep
they will disappear
and i will then not remind
you of their smell